sur ki gati main kya janun
ek bhajan karna janun
arth bhajan ka bhi ati gahara
usko bhi mein kya janun
prabhu prabhu prabhu karna
janu
naina jal bharna janu
gun gaye,prabhu nyay na
chhode
fir kyon tum gun gaate ho
main bola main prem deewana
itni baaten kya janu
No comments:
Post a Comment