Sunday, December 14, 2014

Song - na jhatako julf se pani

Movie/album: Shehnai (1964)

Singers: Mohammed Rafi

Song Lyricists: Rajendra Krishan

Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Director: S.D. Narang

Music Label: Saregama

Starring: Biswajeet, Rajshree, Chand Usmani, Veena, Johnny Walker, Iftekhar, Leela Chitnis, Asit Sen, D.K. Sapru, Parveen Choudhary

---------------
na jhatko zulf se pani ye moti phut jayenge
na jhatko zulf se pani ye moti phut jayenge
tumhara kuch na bigdega magar dil tut jayenge
na jhatko zulf se pani

ye bhigi raat ye bhiga badan ye husn ka aalam
ye bhigi raat ye bhiga badan ye husn ka aalam
ye sab andaz mil kar do jaha ko lut jayenge
tumhara kuch na bigdega magar dil tut jayenge
na jhatko zulf se pani

ye nazuk lab hai ya aapas me do lipti hui kaliya
ye nazuk lab hai ya aapas me do lipti hui kaliya
zara inko alag kar do tarannum phut jayenge
tumhara kuch na bigdega magar dil tut jayenge
na jhatko zulf se pani

hamari jaan le lega ye nichi aankh ka jadu
hamari jaan le lega ye nichi aankh ka jadu
chalo acha hua mar kar jaha se chut jayenge
tumhara kuch na bigdega magar dil tut jayenge
na jhatko zulf se pani ye moti phut jayenge
na jhatko zulf se pani

Thursday, December 11, 2014

Song - Ek Wo bhi diwali thi

Movie/album: Nazrana (1961)

Singers: Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Song Lyricists: Rajendra Krishan

Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Director: C. V. Sridhar

Music Label: Venus Pictures

Starring: Raj Kapoor, Vyjayanthimala, Usha Kiran, Gemini Ganesan, Agha

Release on: 1st January, 1961

========================
Ek vo bhi deewaali thi, ek ye bhi deewaali hai
Ujada hua gulashan hai, rota hua maali hai
Ek vo bhi deewaali thi, ek ye bhi deewaali hai
Ujada hua gulashan hai, rota hua maali hai

Baahar to ujaala hai magar dil men andhera
Samajho na ise raat, ye hai gham ka savera
Baahar to ujaala hai magar dil men andhera
Samajho na ise raat, ye hai gham ka savera
Kya deep jalaayen ham ,taqadeer hi kaali hai
Ujada hua gulashan hai, rota hua maali hai

Aise na kabhi deep kisi dil ka bujha ho
Main to vo musaafir hun, jo raste men luta ho
Aise na kabhi deep kisi dil ka bujha ho
Main to vo musaafir hun, jo raste men luta ho
Ai maut tu hi aa ja, dil tera sawaali hai
Ujada hua gulashan hai, rota hua maali hai
       
        ====
         Ek vo bhi deewaali thi, ek ye bhi deewaali hai
         Ujada hua gulashan hai, rota hua maali hai
         Ek vo bhi deewaali thi, ek ye bhi deewaali hai
         Ujada hua gulashan hai, rota hua maali hai.

====
BPM: 160
Taal: Dadara - 6 beat cycle
bars: 87
time: 3min 26 secs

voice+music+voice+music+voice
17 (8x2+1) + 8 + 25(8x3+1) + 8 + 25(8x3+1)

- - - - e k.             : bar - 1
wo - bhi Di wa -
li - thi - e k
ye - bhi di wa -
li - hai - u ja
da - hu a  gul -
shan - hai - ro -
ta - hu a ma -
li - hai - [Music - 2 beats]  : bar - 9
[Music -  1 bar]
[Music - 4 beats] e k         : bar - 11
wo - bhi Di wa -
li - thi - e k
ye - bhi di wa -
li - hai - u ja
da - hu a  gul -
shan - hai - ro -
ta - hu a ma -
li - hai - [Music - 2 beats]   : bar - 19
[Music - 7 bars]
[Music - 4 beats] ba -         : bar - 27
har - to u ja - 
la - hai , ma gar
dil - men an dhe -
ra - - - sam -
jho - na i se - 
ra -t - ye hai - 
gam - ka sa be -
ra - - - [Music - 2 beats]  : bar - 35
[Music -  1 bar]
[Music - 4 beats] ba -         : bar - 37
har - to u ja - 
la - hai , ma gar
dil - men an dhe -
ra - - - sam -
jho - na i se - 
ra -t - ye hai - 
gam - ka sa be -
ra - - - kya -              : bar - 45 [drum break: drum change start at beat-1, end at beat -3, 3 beats silent]
dee - p ja la - 
yen - hum - ta ka
dee - ra hi ka -
li - hai - u ja
da - hu a  gul -
shan - hai - ro -
ta - hu a ma -
li - hai - [Music - 2 beats]   : bar - 53
[Music - 7 bars]  : music changed at beat-58: almost after 4 bars of one type of music
[Music - 4 beats] ai -         : bar - 61
se - na ka bhi - 
dee - p, ki si -
dil - ka bu Jha -
o - - - mai -
to - wo mu sa -
fir - hun jo ra as
te - men lu ta -
ho - - - [Music - 2 beats]  : bar - 69
[Music -  1 bar]
[Music - 4 beats] ai -         : bar - 71
se - na ka bhi - 
dee - p, ki si -
dil - ka bu Jha -
o - - - mai -
to - wo mu sa -
fir - hun jo ra as
te - men lu ta -
ho - - - ai -                : bar - 79 [drum break: drum change start at beat-1, end at beat -3, 3 beats silent]
mau - t, tu hi -
aa - ja - dil -
te - ra sa ba -
li - hai - u ja
da - hu a  gul -
shan - hai - ro -
ta - hu a ma -
li - hai - : bar - 87 [drum break: drum change start at beat-1, end at beat -3, 3 beats silent]: end at sum








Sajan re jhooth mat bolo

Movie/album: Teesri Kasam (1967)

Singers: Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Director: Basu Bhattacharya

Music Label: Saregama

Starring: Raj Kapoor, Waheeda Rehman, Iftekhar
==================================

    Sajan re jhooth mat bolo
    Khudaa ke paas jaanaa hai
    Na haathi hai naa ghodaa hai
    Wahaan paidal hi jaanaa hai
    Sajan re jhooth mat bolo
    Khudaa ke paas jaanaa hai
    Na haathi hai naa ghodaa hai
    Wahaan paidal hi jaanaa hai
    Sajan re jhooth mat bolo

    Tumhaare mahal chaubaare
    Yahin rah jaayenge saare
    Tumhaare mahal chaubaare
    Yahin rah jaayenge saare
    Akad kis baat ki pyaare
    Akad kis baat ki pyaare
    Ye sar phir bhi jhukaanaa hai
    Sajan re jhooth mat bolo
    Khudaa ke paas jaanaa hai

    Bhalaa keejai bhalaa hogaa
    Buraa keejai buraa hogaa
    Bhalaa keejai bhalaa hogaa
    Buraa keejai buraa hogaa
    Bahi likh likh ke kyaa hogaa
    Bahi likh likh ke kyaa hogaa
    Yahin sab kuchh chukaanaa hai
    Sajan re jhooth mat bolo
    Khudaa ke paas jaanaa hai

    Ladakpan khel mein khoyaa
    Jawaani neend bhar soyaa
    Ladakpan khel mein khoyaa
    Jawaani neend bhar soyaa
    Budhaapaa dekh kar royaa
    Budhaapaa dekh kar royaa
    Wahi kissaa puraanaa hai
    Sajan re jhooth mat bolo
    Khudaa ke paas jaanaa hai
    Na haathi hai naa ghodaa hai
    Wahaan paidal hi jaanaa hai
    Sajan re jhooth mat bolo
    Khudaa ke paas jaanaa hai.

Song - na aadami ka koi bharosa - Rafi

Movie : aadami
year: 1968
Music Director : Naushad
Singer :Rafi


teri muhabbat pe shaq nahin hai, teri wafaaon ko maanata hoon
magar tujhe kis ki aarzoo hai, main ye haqeekat bhi jaana ta hoon

na aadami ka koi bharosa, na dosti ka koi thikaana
waafa ka badala hai bewafaai, ajab zamaana hai ye zamaana
na aadami ka koi bharosa....................

na husn men ab woh dilkashi hai, na ishq men ab woh zindagi hai
jidhar nighahen utha ke dekhoon, sitam hai dhokha hai berukhi hai
badal gaye zindagi ke naghme, bikhar gaya pyaar ka taraana
na aadami ka koi bharosa....................

dawa ke badale men zaher de do, utaar do mere dil men khanjar
lahoo se seencha tha jis chaman ko, uge hain shoole usi ke andar
mere hi ghar ke chiraag ne khud, jalaa diya mera aashiyaana
na aadami ka koi bharosa....................

Sunday, January 5, 2014

Song - Khai ke paan banaras waala - Kishor



(o khaike pan banaras wala -2
khul jaye band akal kaa tala) - (2)
phir toh aisa kare dhamal
sidhee kar de sabkee chal, o chhora o chora
o chora ganga kinare wala - (2)
khaike pan banaras wala, khul jaye band akal kaa tala

arey ram duhayee kaise chakkar me pad gaya hay hay hay
kaha jan phasayee mai toh sulee peh chadh gaya hay hay
kaisa sidha sadha mai kaisa bhola bhala ha ha
arey kaisa sidha sidha mai kaisa bhola bhala
janey kaun ghadee me pad gaya padhe likho sey pala
mithee chhuree sey, mithee chhuree sey hua halal
chhora ganga kinare wala, o chhora ganga kinare wala
khaike pan banaras wala, khul jaye band akal kaa tala

ek kanya kunwaree hamaree surat peh mar gayee hay hay hay
ek mithee kataree, hamare dil me utar gayee hay hay
kaisee goree goree o tikhee tikhee chhoree wah wah
arey kaisee goree goree o thikhee thikhee chhoree
karke jora joree kar gayee hamare dil kee choree
milee chhoree toh milee chhoree toh huwa nihal
chhora ganga kinare wala, o chhora ganga kinare wala
o khaike pan banaras wala, khul jaye band akal kaa tala - (2)
phir toh aisa kare dhamal, sidhee kar de sabkee chal
o chora o chora, o chhora ganga kinare wala
o chhora ganga kinare wala hu

Song - Tum itna jo muskura rahe ho - Jagjeet

Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho
Kya Gham Hai Jisko Chhupa Rahe Ho

Aankhon Mein Nami, Hansi Labon Par
Kya Haal Hai Kya Dikha Rahe Ho

Ban Jayenge Zehar Peete Peete
Yeh Ashk Jo Pite Ja Rahe Ho

Jin Zakhmon Ko Waqt Bhar Chala Hai
Tum Kyon Unhe Chhedhe Ja Rahe Ho

Rekhaon Ka Khel Hai Muqaddar
Rekhaon Se Maat Kha Rahe Ho

Song - Dukh haro dwarika naath sharan main tero - Mukesh

kahan chupe bhagwan karo mat deri,
dukh haro dwarikanath naaath sharan mai teri.

dukh haro dwarikanath sharan mai teri-2


yahi suna hai deen bandhu tum, sabka dukh har lete
jo nirash hain, unki jholi ,aasha se bhardete .

Agar sudama hota mai tow daur dwarika aata
paawn ansuo se dhokar mai man ki aag bujata
tum bano nahi anjan suno bhagwan karo mat deri

dukh haro dwarikanath sharan mai teri-2

jo bhi sharan tumhari aata usko dheer bandhate
nahi doobne datae data naiya paar lagate
tum na sunoge to kisko mai apni vyatha sunaoon
dwar tumhara chodke bhagwan aur kahan mai jaaun
prabhu kabse raha pukar mai tere dwar karo mat deri

dukh haro dwarikanath sharan mai teri-2
dukh haro dwarikanath sharan mai teri-2

Raaga - sukh daata saban ke shankar

sukh daata saban ke shankar
digambar trayambakesh tripurhar trata
tuhi tribhuvana ke shankar

jai jagadeesh jagat hita
garala kantha dharata
bhav rang omkar rup
sur asur sevit shiv
sada dwait harata

English - You raise me up

When I am down and, oh my soul, so weary;
When troubles come and my heart burdened be;
Then, I am still and wait here in the silence,
Until you come and sit awhile with me.

You raise me up, so I can stand on mountains;
You raise me up, to walk on stormy seas;
I am strong, when I am on your shoulders;
You raise me up... To more than I can be.

You raise me up, so I can stand on mountains;
You raise me up, to walk on stormy seas;
I am strong, when I am on your shoulders;
You raise me up... To more than I can be.

There is no life - no life without its hunger;
Each restless heart beats so imperfectly;
But when you come and I am filled with wonder,
Sometimes, I think I glimpse eternity.

You raise me up, so I can stand on mountains;
You raise me up, to walk on stormy seas;
I am strong, when I am on your shoulders;
You raise me up... To more than I can be.

You raise me up, so I can stand on mountains;
You raise me up, to walk on stormy seas;
I am strong, when I am on your shoulders;
You raise me up... To more than I can be.

You raise me up... To more than I can be.

Song - Vakratunda Mahakaya


Album: Live in Hong Kong      Singer: Vikram Hazra

Vakratunda Mahakaya Surya Koti Samaprabha
Nirvighnam Kurumedeva Sarvakaryeshu Sarvada
Gurave Sarva Lokanaam Bhisaje Bhava Roginaam
Nidhaye Sarva Vidyanaam Dakshinamurtaye namah

Om Namah Pranavarthaya Shuddha gnaneka moortaye
Nirmalaya Prashantaya Dakshina Moortaye Namah
Ishwaro Guru Atmeti Moorti Bheda Vibhagini
Vyomavat Vyapt Dehaya Dakshina Moortaye Namah

Raaga - Guru bin kaise gun gaave

Guru Bin Kaise Gun Gaave
Guru Na Maane To Gun Naahin Aawe
Guniyan Mein Beguni Kahaave

Maane To Rijhaawe Sabako
Charan Gahe Sa Dekhan Ke Tab
Aawe Achapal Taal Sur

Raaga - sada shiv bhaj mana

sada shiv bhaj mana nisdin
ridhi sidhi dayak bina tu sahayak
nahak bhatak firat anawarat

shankar bhola parwati raman
shit tan pannag bhushan anupam
kahe na sumiran bhatakat tu firat

Mera jeevan teri sharan - jagjeet

Mera Jeevan Teri Sharan,
Sare Raag Viraag Huye Ab,
Moh Sare Tyag Huye Ab,
Ek Yahi Mera Bandhan,

Avirat Raha Bhatakta Ab Tak,
Bhatka Aur Abhi Main Kabhi Tak,
Pa Lu Keval Tujh Ko Hi Maa,
Ek Yahi Meri Hai Lagan,

Tere Charno Par Ho Arpan,
Mere Jeevan Ke Gun Avgun,
Sari Vyathaye Dur Karo Maa,
Ho Kusimit Mera Bandhan

Song - Ambe charan kamal hain tere - Jagjeet

Ambe Charan Kamal Hain Tere,
Hum Bhaure Hai, Janam Janam Ke,
Nis Din Dete Pere,

Tu Dharti Jag Palan Karti,
Amber Ka Adhar Hai Tu,
Sab Sukh Jhute, Sab Dukh Jhute,
Is Jeevan Ka Sar Hai Tu,
Tu Satyam Tu Shivam Sundaram,
Hum Sab Chapal chitere,

Os Mein Aansu, Phool Main Shradha,
Antar Main Lekar Ujiyare,
Tere Mandir Mein Natmastak,
Nabh Ke Suraj Chand Sitare,
Humne Teri Muskano Men,
Dekhe Madhur Savere

Song - Gaayiye ganapati jagbandan - Jagjeet



Gaaiye Gandpati Jagvandan
Shankar suwan bhawani nandan

Shiddhi sadan Gaj vadan vinayak
Kripa sindhu sundar sab laayak

Modak priya mud mangal data
Vidya vaardhi buddhi vidhata

Mangat tulsi das kar zore
Bas hoon raaam siya manas more

Song - On jai jagadeesh hare - Mahendra Kapoor

Om Jai Jagadish Hare, Swami Jaya Jagadish Hare
Bhakta janon ke sankat, Kshan me door kare
(daas jano ke sankat)

Jo dhyave phal pave, Dhukh vinashe man ka
Sukha sampati Ghar aave, Kashht mite tan ka

Mata pita tum mere, Sharan gahun mai kis ki
Tum bina aur na doojaa, Asha karun jis ki

Tum pooran Paramatma, Tum Antaryaami
Para brahma Parameshwara, Tum sab ke Swami

Tum karuna ke saagar, Tum palan karta
Mein Moorakh Khal kaami, Kripa karo bhartaa
(Mai sevak tum swami)

Tum ho ek agochar, Sab ke prana pati
Kis vidhi miloon dayamaya, Tum ko mai kumati

Deena bandhu dukh hartaa, Tum rakshak mere
Apane hath uthao, Dwar khada mai tere

Vishaya vikar mithao, Paap haro deva
Shraddha bhakti badhao, Santan ki seva

Tan man dhan sab hai tera, Swami sab kuch hai tera
Tera tujh ko arpan, Kya laage mera

Song - Sur ki gati main kya jaanu - Mukesh



sur ki gati main kya janun
ek bhajan karna janun

arth bhajan ka bhi ati gahara
usko bhi mein kya janun

prabhu prabhu prabhu karna janu
naina jal bharna janu

gun gaye,prabhu nyay na chhode
fir kyon tum gun gaate ho

main bola main prem deewana
itni baaten kya janu

Mantra - Gayatri mantra - Om bhurbhuvah swah

Om bhur bhuvah swah
tat savitur varenyam
vargo devasya dhimahi
dhiyo yo nah prachodayat
ॐ भूर्भुवः॒ स्वः ।
तत्स॑वितुर्वरे॑ण्यं ।
भ॒र्गो॑ दे॒वस्य॑ धीमहि। ।
धियो॒ यो नः॑ प्रचो॒दया॑त्॥ ।

Mantra - Sarvesham svastir bhavatu

O-m
Sarvesham Svastir Bhavatu
Sarvesham Shantir bhavatu
Sarvesham Purnam Bhavatu
Sarvesham Mangalam Bhavatu

Sarve Bhavantu Sukhinah
Sarve Santu Niramayaah
Sarve Bhadrani Pashyantu
Ma Kaschid-Dukha-Bhag-Bhavet
Om Shanti Shanti Shanti

Song - Na jhatako julf se paani - Rafi

na jhatko zulf se pani ye moti phut jayenge
na jhatko zulf se pani ye moti phut jayenge
tumhara kuch na bigdega magar dil tut jayenge
na jhatko zulf se pani

ye bhigi raat ye bhiga badan ye husn ka aalam
ye bhigi raat ye bhiga badan ye husn ka aalam
ye sab andaz mil kar do jaha ko lut jayenge
tumhara kuch na bigdega magar dil tut jayenge
na jhatko zulf se pani

ye nazuk lab hai ya aapas me do lipti hui kaliya
ye nazuk lab hai ya aapas me do lipti hui kaliya
zara inko alag kar do tarannum phut jayenge
tumhara kuch na bigdega magar dil tut jayenge
na jhatko zulf se pani

hamari jaan le lega ye nichi aankh ka jadu
hamari jaan le lega ye nichi aankh ka jadu
chalo acha hua mar kar jaha se chut jayenge
tumhara kuch na bigdega magar dil tut jayenge
na jhatko zulf se pani ye moti phut jayenge
na jhatko zulf se pani

Song - Ye mera deewanpan hai - Mukesh

Dil se tujhko bedili hai
Mujhko hai dil ka guroor
Tu yeh maane ke ya na maane
Log maanenge zaroor

Yeh mera deewanapan hai
Ya mohabbat ka suroor
Tu na pehchaane to hai yeh
Teri nazron ka kusoor
Yeh mera deewanapan ...

Dil ko teri hi tamanna
Dil ko hai tujhse hi pyar
Chaahe tu aaye na aaye
Hum karenge intezaar
Yeh mera deewanapan...

Aise veerane mein ek din
Ghut ke mar jayenge hum
Jitna ji chaahe pukaro
Phir nahin aayenge hum
Yeh mera deewanapan..

Song - Mana tarapat hari darashan ko aaj - Rafi

hari om hari om hari om hari om
man tarpat hari darshan ko aaj (2)

more tum bin bigade sagare kaaj
ho binti karat hoon rakhiyo laaj
man tarpat hari darshan ko aaj

tumare dwaar ka main hoon jogi
aaa aaa aaa aaa
tumare dwaar ka main hoon jogi
humari aor najar kab hogi
suno more vyaakul man ka baaj
man tarpat hari darshan ko aaj (2)

bin guru gyaan kahaan se paau
aaa aaa aaa aaa
bin guru gyaan kahaan se paau
deejo daan hari gun gaau
sab guni jan pe tumara raaj
man tarpat hari darshan ko aaj (2)

murli manohar aas na todo
dukh bhanjan mora saath na chhodo
mohe darshan bhiksha de do aaj

Song - Aa lag ja gale dilruba - Rafi

Lyric
------
aa lag ja gale dilruba(2)
kahan rooth ke chali o gulab ki kali
tere kadmo mein dil hai mera aaaa
lag ja gale dilruba

o shola-badan o zohrajabi 
tum gusse mein lagti ho aur haseen
baitha hoon jigar ko thame huye
mujhpe na gire ye bijli kahin
itna na sitam karna
kuch nazrein karam karna
dekhiye dil hai nazuk mera aaa
lag ja gale dilruba
aa lag ja gale dilruba
kahan rooth ke chali o gulab ki kali
tere kadmo mein dil hai mera aaaa
lag ja gale dilruba

ithrate na chal balkhate na chal(2)
aanchal ko hawa mein udate chal(2)
ban jayega koi afsana
dil ko mere tadpate na chal
kya kehne z ke
saaman hai qayamat ke
main to pehli nazar mein luta aaa
lag ja gale dilruba
aa lag ja gale dilruba
kahan rooth ke chali o gulab ki kali
tere kadmo mein dil hai mera aaaa
lag ja gale dilruba

na ishq hamein hai duniya se
na pyar hamein hai daulat se
hamko to mohabbat hai zaalim
teri bholi bhali soorat se
palko pe bitha loonga
seene mein chupa loonga
main hoon kabse deewana tera aaa
lag ja gale dilruba
aa lag ja gale dilruba
kahan rooth ke chali o gulab ki kali
tere kadmo mein dil hai mera aaaa
lag ja gale dilruba